JAAN BAN GAYE LYRICS


JAAN BAN GAYE LYRICS 

 

Jaan Ban Gaye Lyrics from album Khuda Haafiz: The song is sung by Mithoon, Vishal Mishra, and Asees Kaur, and has music by Mithoon while Mithoon has written the Jaan Ban Gaye lyrics for Khuda Haafiz. The "Jaan Ban Gaye" song is from the "Khuda Haafiz" starring Vidyut Jammwal and Shivaleeka Oberoi.

 

 

"JAAN BAN GAYE" SONG INFO


 

SingerMithoon, Vishal Mishra, Asees Kaur
AlbumKhuda Haafiz
LyricistMithoon
MusicMithoon
CastVidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi
Music LabelZee Music Company




JAAN BAN GAYE LYRICS 

Ehsaas ki jo jubaan ban gaye
Ehsaas ki jo jubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Qismat se humein aap humdam mil gaye
Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh hasil ho gaya
Chahun aur kya ke khuda de ab mujhe

Rab se mila ek ayaan ban gaye
Khwabo ka mere muqaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahe
Aap humari jaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap humari jaan ban gaye

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Arz rubaani meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko

Deen hai ilaahi mera maan hai maahi
Mai to sajda karun unko
Arz rubaani meri farz gawahi
Meri ishq hua mujhko


 

Post a Comment

0 Comments